Calculator · Saved costing · Asli vs Plan

Har kapde ki costing, ek minute mein.

Quality chuno — reed, pick, pano, taar, denier aur pichli kharidi ka yarn rate apne aap. Cost per meter ka poora breakdown, margin pe sale rate, aur job bhaav paise per pick.

Kya milega

Costing mein 8 cheezein jo roz kaam aati hain.

01

Calculator

Quality se sab

Reed, pick, pano, taar, denier aur pichli purchase ka yarn rate — khud bhar jaata hai.

02

Yarn

Tana-vana kg

Tana aur vana yarn ka kg, weight / 100 m, loom ka meter / din.

03

Breakdown

Cost per meter

Yarn, sizing, bijli, pagar, overhead, beam, baaki, brokerage + byaaj.

04

Sale rate

Margin aur break-even

Margin daalo, sale rate nikalo; break-even, munafa per loom per din aur mahina.

05

Job bhaav

Paise per pick

Conversion ₹/m ÷ PPI × 100 — job ka bhaav seedha.

06

Agar…

What-if table

Yarn rate ya efficiency badle toh cost kitni badlegi.

07

Saved

Save, compare, print

Costing save karo, 2–4 ko compare karo, print ya WhatsApp.

08

Asli vs Plan

Plan se milan

Plan ki costing vs asli production aur kharcha.

Kaise chalta hai

Char kadam. Bas.

  1. 1

    Quality chuno

    Saare technical number aur yarn rate apne aap.

  2. 2

    Kharche check karo

    Unit ke bijli, pagar, overhead ke number — ek baar default bana do.

  3. 3

    Breakdown dekho

    Cost per meter, sale rate, paise per pick.

  4. 4

    Save ya compare

    Do quality ya do party ke bhaav saath mein rakh ke dekho.

Bhaav dene se pehle pata — is order mein kitna bachega.

Saath mein dekho

Apne unit ko Loomiro pe laao.

Aapke purane software ka data hum le aayenge. Ek demo mein dikha denge ki aapke unit mein kaise chalega.